Wednesday, December 19, 2007

loosing and getting

wats a childhood in life
i realised after loosing
wats a first love in life
i realised after loosing
wats a win in life
i realised after loosing
wats a friend in life
i realised after loosing
wats a mistake in life
i realised after loosing
wats a happiness in life
i realised after loosing
wats being a young in life
i realised after getting
wats a love in life
i realised after getting
wats a loss in life
i realised fter getting
wats a friendship in life
i realised after getting
wats a satisfaction in life
i realised after getting
wats a pain in life
i realised after getting

Monday, December 10, 2007

sach

main agar sach hun to koi bolta q nahi
q jhoot hi jhoot hai har jagah
main chahat hun har kisi ki to koi bolta q nahi
q ye ghutan hai har jagah
mann mein icha hai har ek ke, meri jeet ki
q phir ye haar hai har jagah

Friday, December 7, 2007

If someone say yes, you say yes.
If someone say no, you say no.
then ask for the difference, you will learn about " Y ".
Somebody asked me " what should i do ? "
I said " do what you want to."
He said " what that suppose to mean."
Then I said," what u want, nobody else want to do."

tu abhi baaki hai

main kaise kahun ki dosti katam hui,
tu abhi baki hai
main kaise kahun ki mohabat khatam hui,
tu abhi baaki hai
jaam pe jaam pete rahe ki jindagi khatam ho,
kaise keh du ki jindagi khatam hui,
tu abhi baki hai.

abhi choone hai asmman kai humne
abhi dekhni hai duniya
kaise keh du ki chahat khatam hui,
tu abhi baaki hai
main waqt ke sath chalta raha
mehsoos har bar kuch naya karta raha,
ant aaya to, phir se, ye eshsaas hua ki
tu abhi baki hai

Wednesday, October 10, 2007

KUCH KARNA HOGA

Sirf sabdon se kuch na hoga ab,
unhe likne se roz kuch na hoga,
ro ro kar gujarte jayenge ye lamhe,
uthna hoga badna hoga dodna hoga
sirf chalne se kuch na hoga ab,
himat se milegi manjil apni,
mehnat na karke har hui
to phir jine se kuch na hoga ab.

Sirf shabdon se kuch na hoga ab........

kuch nahi haat mein tere phir bhi kuch karna hoga
uun sapno mein ite rehne se kuch na hoga ab,
maine kuch nahi kiya is baat ka afsos na rahe jindagi bhar,
thoda thoda karne se kuch na hoga
thode ki seema ko khatam karke chalna hoga ab,
main kar sakta hun ye kehna kafi nahi
kuch kar dikhana hoga ab
apne Sapno k liye sirf jina nahi
marne se kam kuch na hoga ab.

Sirf shabdon se kuch na hoga ab.....

" kuch banna hoga, sirf sochte rehne se kuch na hoga ab"